Sunday 21 June 2015

Word of wisdom

1 Mathematician ko job na mili to us ne clinic khola or bahar likha k 300 mein elaj karaen
Elaj na hua to 1000 wapis
1 admi ne socha k 1000 kamany ka acha moqa hai
wo clinic aya or kaha mujhe ksi b cheez ka zaiqa nhi ata
Dr:Box22 se dawa nikalo or isko 3 drops pilao
nurse ne pila di
Mareez:ye kya, ye to petrol hai
Dr:Mubarak ho, apko taste mehsus ho gaya lao 300
Mareez ko ghusa aya
kuch din baad wo phir gaya k ab Dr se purany paise b wapis lene hain
Mareez: Dr sab, meri yadasht kaam nahi karti
Dr:Box 22 se dawa nikalo or 3 drops pilao
Mareez: Lekin wo dawa to Zaban k taste ki hai
Dr: mubarak ho apki yadasht b wapas aa gaee lao 300

No comments:

Post a Comment